Sunday, August 15, 2010

Ramanayan ki Biwiyan


Poori RAMAYAN biwiyon ki kahani hai..........

Laxman apni ghar pe chhodkar chala aya.

Rawan doosre ki utha ke phans gaya .

Hanuman ki apni thi hi nahi, magar doosre ki dhundhne mein Lanka jala dali.

Sugreev Paressan tha us ki Biwi ko, Baali Utha Ke le gaya tha.

Ram ko apni wapas laane ke liye 10 din tak war karni padi.

Wapas lake bhi kya mila?  Ek dhobi ne apni biwi ko wapas ghar mein nahin liya,  to Ram ne apniwali ko out kar diya.  Aur end mein kya hua?

Jis biwi ke karan itni badi ramayan hui wo to underground chali gayi!

Abhi socho,  akhaa jhamela hua kaiko?  Kyun ki Dashrath ki 3 biwiyan thi!

 
 

No comments:

Post a Comment